Roshni se darte nahi
Darte hai tanhai se!
Darte hai judai se
Mana ki tu Jannat ka noor hai!
Hum bhi kichar k Kamal hai
Hamare bina teri aaradhna bhi adhuri hai!
Naa kar ye jhuta sitam
Ab aur naa sata!
Aa jaa in suni baahon mein
Roshan karde iss andheri Jindagi ko!
Ai meri Noorjahan
Aa bhi jaa Sanam!-Likhito 02.11.2012

No comments:
Post a Comment