Tuesday, 22 September 2015

Hum Tumpe Marte hai

Aksar yaad karta hu
    "     aahein varta hu
tere siwa hai he kaun?
iss duniya mein!
jispe main marta hu?
yahi to meri kamjori hai
ki mai tujhpe marta hu
tabhi to yaad karta hu
   "     "   aahein varta hu-Rachit 22.09.2012

Sunday, 20 September 2015

Bewafa Maut

Shama bina roshni kaisi?
Saaso bina jindagi kaisi?
Tere bina mera jeevan
Ye to maut ki bewafai hai-Rachit 19.09.2012

Thursday, 17 September 2015

Wafadar Maut

Saase chalti hai
Dil dharakta hai
Jina nahi chahte
Lekin jina parta hai
Jab tu nahi thi
Iss jindagi ko kosta tha
Jab tu mili
Jindagi ko vula diya
Samaj naa paya
Bewafa tu hai ya jindagi
Ab to bas intejar hai
Kab maut aaye
Apni wafa nivaye-Rachit 13.09.2012