Monday, 25 February 2013

Kaisa ye Ishq hai!!!!!!!


Pyase ki pyas
Samandar se nahi bujti
Bhuke ki bhukh
Kankar se mitti nahi
Insaan kar he kya sakta hai!
Jab pyar k badle mein
Bewafai ka tofa mile
Dil kaise samvale
In nadan asko ko!
Jab koi ise bewafa kahe
Koi pyar ki ijjat karta nahi
  "  jhute wado par
Jindagi kurban karta hai
Kaisa ye pyar hai!
Kabhi Jannat kabhi jina duswar hai-Rachit 19.12.2012

No comments:

Post a Comment