Saare jahan se accha hai ye
Sab mulko ka baadshah hai ye
Mitti khodo sona nikle
Aisa HindustaAN hai ye
Buri najar naa ispe dalo
Aao tum bhi shamil holo
Sabse pyara desh hamara
Lagao Bharat Maa ka jaykara
Bharat Mata ki jaY-Rachit 19.12.2012
No comments:
Post a Comment