Monday, 4 March 2013

Aakhir Kyun???


Tanhaiyo ki gehraiyo mein
Yaado ki parchaiyo mein
Kaha nahi dhunda tuje!
Maana ki galti meri thi
Lekin rishta to hamara tha
Aakhir kyu chor gayi???????????
Jindagi ki is bhari hui mehfil mein
Jaha dil to sabke paas hai
Lekin koi pyar karnewala nahi-Rachit 09.12.2012

No comments:

Post a Comment